Answers @ Mufti / Fatwa System

Welcome "
Guest
"
|
Back To Previous Page |
Question No: |
945 |
Assalamoalaikum. Ramzan ka chand nazar aa gaya raat ko 12:30 baje aisa Masjid mai ailan hua baad me 12:40 par kisi ne bataya ki pahle wale ailan ko radd kar diya gaya hai aur chand nazar nahi aane ka ailan ho gaya. Humne phir bhi yeh sochkar roza rakh liya ki sachchai subah malum padegi aur agar Ramzan shuru nahi hue to Shaban ka roza ho jayega jiske roze rakhna hamare nabi ki sunnat hai. Subah pata chala ki Ramzan shuru nahi hue. To kya hame Shaban ki raat ke us akhri roze ka sawab milega ya hame Idd ke baad uske sath ka ek Roza aur rakhna hoga kyonki tanha roza nahi rakha jata. |
Answer: |
|
Download |
|