Answers @ Mufti / Fatwa System

Welcome "
Guest
"
|
Back To Previous Page |
Question No: |
2561 |
aoa, meray 3 sawal hain.
agar mian bivi larae k darmian koe kuferia jumlay bolay tu nikkah khatam ho jata hai?
jaisay allah pak khud nhi aae gay humaray dermian (nazbillah) agar aisa kaha ho bivi ne.. tu nikkah k kia sorat kia ho gi.. ?? or is mein agar talaq ho jae tu kia sorat ho gi?
or
LAFZ MARRATAN ka kia matlab hai.. ??
ak majlis k 3 talaq k baray mein sahih muslim k hadis # 1181 book 2, chapter talaq. k mutabaq kia matlab hai.
is hadees k baray mein bataee??
Hazrat Abu rukana raz ne apni biwi ko ek hi majlis me 3 talaqein di the phir ispar nadim w pashyeman hue, rasul saw ne abu rukana razi se farmaya: \"wo teeno talaqein ek hi hain\" (Ahmed 1/265, AUR Balagul Maram 1009, shaikh subhai hallaq ne ise hasan kaha hai - At taleeq ala sablus salam 6/212)
Ek riwayat me hai k nabi saw ne Abu rukana raz se kaha ke tum Umme rukana se ruju karlo. unhone arz kiya mene ise 3 talaqe de di hain. to aap saw ne farmaya: \"Muje maloom hai, tum is se ruju kar lo\"
(Hasan: Sahih Abu dawood 1922, aur mazeed 2196, mazeed 2206, aur TIRMIZI 1177, AUR IBN MAJA 2051, AUR DAR QUTANI 4/34-35, AUR IBN HIBBAN 10/97, AUR MASTADRAK HAAKIM 2/199)
or agar kisi hadees mein aaqa do jahan ne kuch aisa nhi farmaya k ak majlis k 3 talaq ak hai ya 3 tu ummat mein ikhtalaf kuin.
0320-4143193. |
Answer: |
|
Download |
|