Assalaamu Alaikum wa rahmatullah...
Ek muslamaan jo namazen nhi padhta tha aur kisi mureed ki tasveer ki pooja karta tha,uska intekhal hojaye to kya hum uske liye dua karsakhte hai..Jaise k use Qabr se azaab se bachane k liye ya dozakh se bachane k liye...
KYA FERMATE HAIN MUFTIYAN E DEEN IS MASALE K BARE ME K: ZAID NE KAHA,HUM KITNE GUNEHGAR HAIN;HAMARE GUNAAH KO DEKH KAR ALLAH AZZAWAJAL KO KITNI TAKLEEF HOTI HOGI(MAAZ ALLAH); ZAID KA YE KEHNA KAISA HAI??
salam. Aj kal aksar wallpapers aur photos main ik photo aisi b dekhi ja rhi he jis k barey main ye kaha jata he k ye Madina k Tajdar ki Qabr e Anwar he Hazrat sb se ye pochna he k kia ye photo thek he ya ye khayali tasveer bnai gai he ulama e haq is barey main kia kehte hen
Jazak Allah
salam shaafai log wudu karte waqt har part dhote waqt dua padhte hain, even right hand dhone ki alag dua left hand dhone ki alag dua, eistarah har part dhone ki alag dua, kya hanafi mein aisi koi dua hai wudu mein parts dhone ki... agar nahi to phir kya padha jaaye