Few days back, during a house discussion, with my wife she said that if i have problems with her then i can free her and i said to my wife \' TUM MERE TARAF SE FARIGH ho \' but without the intention of divorce and only to stop her from continuous argumentation.
Does by saying so DIVORCE happened ???
Please answer my question as i am very much worried since last many days.
mufti sahib yeh irshad kijiye ke agar koi shakhs apni bhabhi ke sath zina kar baithy too us ke baray mein kya hukum hain? kya uski bhabhi apny shohar ke nikah say bhi nikal gaye???
assalamo alaikum.mery husband sharab pete han jua khailte han sood per qerz le latay han.meri shadi ko sal hone wala ha na mery muashi haqooq poore karte han na azdawagi kya me in wajoohat ki bina per divorce le sakti hon?mughe kisi ne bataya ha k hazrat muhammad saw ne farmaya k bure shohar k sath bhi guzara karo kunke wo talaq k bad kisi aur aurat ki zingagi kharab karega.kya ye waqai hadith nabwi saw ha?
aslamoaleekum
umeed hey ap theek hon gey or allah se dua hey keh ap ko hamesha tandrust rakhey.
janab ager kisi men 1 bar talaq ho jai tu dobara sulah ka kia tareeqa hey?
Salam
Mufti Sahib Irshaad farmayie ke kya biwi Khubsurat ya Pasand na hone ki surat mein uski badzubani ki wajah se chord sakte hain ??
Is se Gunnah to nahin milta ??
Islam mein biwi pasand na hone ki soorat mein chord sakte hain bilfarz agar kisi ne 2 baar shadi ki pehli baar lardki ke ghar walon ne hi Talaq ka mutalba kar diya aur lardayi jhagrde ki wajah se choot gayi aur doosri baar shadi hui lekin lardke ko pasand na aayi aur Talaq de ne ka faisla kar liya kya Shariyat mein is cheez ki ijazat hai .
Kahin is se Allah Taala naraz to nahin ho ga ke bar bar logon ki betion ko chord rahay hain ??
Asslam-0-alaikum,
Mufti saheb,mera sawal yeh hai ki,Khula lene ke bad kya ladaki dubara use ladke se bina halale ke nikha kar sakati hai ya nahi.brai mehrbani aap ki rai se agha karein.
Dua ka khwastgar,
Mehboob
Assalom-o-alaikum
ek nikah ka masla hai
Ladki ki nikah karne ki do shartein thi
ek ye ki sasural wale ahl-e-sunnat wal jamat ke ho
doosri ye ki pathan ho
par sarural walo ne dono batein chupayi
wo wahabi the, or logo ka kahna hai pathan nahi the gurande the
ladki ko shadi k kuch din baad, sasural walo k wahabi hone ki baat pata chali to shohar pe naraz hui, ki chupaya kyun
shohar ne tasleem kiya ki haa usne chupakar nikah kiya,
shohar ki maa ne ikraar kiya ki haan wo wahabi hain
is par laki k maike walon ne jabardasti shohar se talaak lee
ab shohar sunni sahiul akeeda hokar biwi k sath alag rahne ko taiyaar he
to kya TAJDEED-E-NIKAH HE or kitne mahino k andar ho jana chahiye.
kyunki nikah ki shart par amal nahi hua to nikah hua ya nahi
or nikah nahi to kya tallaak ho gaya.
JALD HI IS MASLE PAR RUJU KARE