ASSLAM O ALAIKUM MAULANA SAHAB MAIN APSE YE POCHNA CHAHTI HUN KE PANCH SUARH MAIN JO DUA GANJ_UL_ARSH HAI USKI BARI FAZILAT LIKHI HUI HAI PAR MENE AIK KKITAB MAIN PARHA HAI KE USKI KOI HAQIQAT NAHI HAI APP PLEASE BTA DEN SACH KYA HAI
Assalam-o-Alaikum Mufti Sahab!!
Barae Karam wzahat frma dijye k Hum jo Hathon (Hands) ki ungliyon (Fingers) pr jo Tasbeeh-e-Fatima parhtay hain us ki koi khas Tarteeb hai ya nae matlab Kis Hath se start ki jae or kis tarteeb se parhi jae or phr kis Hath pr khatam ki jae!!!
Jazak Allah!
Asalamualikum
Hope you are okay by Grace of Allah Azawajal
Mera sawal yeh hai kay hamaray ilaqay mein musibat kay waqat aurataayn (women) Hazarat Bibi Fatimah R.A ka koi Waqia par ti hai (Is ko 10 ya 7 bibiyon ka waqiya be kaha jata hai) aurr phir Niaz khate hai.
Iss khatam shareef ki shari hasiyat kia Hai means shariat aur ulamah deen ki is kay baray mein kia rayae hai (there point of view) aurr kia Is khatam say darood shareef, Quran khawani, ayat e karima, khatmay khwajgan aurr khatmay qadriya afzal aur muffid hai?
Jazakallah
Abdul Haseeb
Blackburn
assalam o alaikum mera sawal yeh hai ke kisi kam ke liye durood shareef maan sakte hain jaise ke agar mera falan kam hojaega to main 10 durood shareef parhunga aur kam pura hone ke baad 10 durood shareef parlun kia yeh sahi hoga quran o hadees ki roshni main ? - See more at: http://www.askthemufti.com/user_index.php#sthash.7cszaaCG.dpuf
Assalamu Alaikum
Hadis Me hai ki Jis Ghar Me surah Baqrah padhi Jaati hai Shaitan us Ghar se Bhagta hai,, Tou kya koi Padhne ke Bajaye us surah ki Audio Play Karde Tou kya us se Wahi Fayda hasil hoga jo Hadis Me Maujud hai??