ek alime din he ashike alahazrat or murid bhi akhtar raza ka he woh sakhs hamare gav me devbandi ki udata he or maharastra me kisi gav me ramdan me pura mahina unki imamat karta he to us alime din ke bare me kya masla he or uske pichhe namaj ho jayegi, or dusra sawal ke jakat ka rupiya hum kaha kaha use kar sakte he maktab madrse me use kar sakte he,iska jawab muje jaldi de
Dear Mufti Sahib
Assalam Allykum
Q: If a person gives some amount of money per month to a needy poor person with the intention of ZAKAT (in advance) and after passing one year, he adds total amount of money and then deducts the same amount from his calculated ZAKAT. Is it allowed in Islam? Or in other words, Is ZAKAT in advance is allowed ?
Thanks & regards
Muhammad Rafi
Karachi
aslam o alakum ,my wife has near about 270grams gold and all in shape of zewarat for personal use some ulama said that on personal use gold has no zaka,now we devided this gold between unmarried doughters and my wife evey one has near90 grms gold so kindy guide us for zakat thanks.
KYA DAWATE ISLAMI KO MADNI CHANNEL KE LIYE ZAKAT DE SAKTE HAI OR YE TANJIM KE BARE ME EK MASHOR ULMAE KIRAM NE MADNI CHANEL KO ZAKAT DE NE SE MANA KIYA OR USKA MASJIDO ME TV SCREEN LAGANE SE NARAZGI JATAYI TO KYA D.I.KO ZAKAT DENE MAI KOI HARZ NAHI HAME MAKUL JAWAB DEKAR HAMARI GALATFAHEMI KO DOOR KARE
KHUDAHAFEEJ
ASSLAMUALAYKUM
HAZARATE GIRAMI HAMARE ILAKE ME 3/4 SUNNI SAHIHULAQIDA DARUL ULOOM YANE MADRASHA HAI MAGAR ISKE ANDAR DEEN KI TALIM KE SATH DUNYVI EDU.BHI SAMIL HAI YANI SCHOOL COLLAGE KAYAM KAR RAKHI HAI EK DARUL ULOOM ME 450/-TULBA HAI MAGAR INMESE DEENI TALIM SIRF 50/-TULBA LE RAHE HAI OR BAKI 400/-TULBA DEENI TALIM KE SATH DUNYVI SCHOOL BHI JOINT KIYE HUYE HAI OR SCHOOL KE LIYE DARUL ULOOM FEES BHE SALKI 10/12000 LETAHAI OR YE IDARA ZAKAT BHI LETA HAI JO ZAKAT SE SCHOOL BUILDING KHANA KHARCHA YANI SCHOOL COLLAGE KE LIYE BHI ISTMAL KARTA HAI YANI DEENI OR DUNYVI TALEM KE LIYE KOI ALAG BHED NAHI HAI TO IS IDAREME JO TULBA DEEN OR DUNYVI TALIM LE RAHA HE USKA VALIDE GIRAMI SCHOOL FEES BHI DETA HAI OR ZAKAT BHI DETA HAI TO KYA DUNYVI OR IS HALAT ME DARULULOOM KO ZAKAT DENE ME KOI HARZ TO NAHI HAZARATE GIRAMI HAME MAKUL JAWAB JITNA HO SAKE JALDI DENE KI KOSHISH KARE
KHUDAHAFEEZ
ASSALAAM WALEKUM
Meri wife ko shadi me kafi sone k zewar mile hai, un zewar ka mein istemaal bhi nahi karta na hi bechhne diya jata hai aur na hi koi aur kaam us par zayada haq mere shusraal walon ka hai bechhene ki baat par wife kehti hai meri ammi ne diya aapne nahi..?
Ab meri aukaat ke hishab se mein uska pura zakaat to nahi nikaal pata, lekin jitni meri salahiyaat hai utna nikalta hon. ab aap bataein mein kya karon.
As Salam O Alaikum,
Mufti sb mera sawal yeh hai k sone ki kitni miqdar pe zakat farz hai..meri begam ka zewar 7 tole aur 7 giram hai is pe kitne rupee ada krne honge mojuda qimat k hisab se
Salam Mufti Sahab.. Mera Suwal Zakat Ke Mutaiq Hai.. Bare Karam Sharai Rahnumai Farmaye.
Alhamdulillah me jeddah shareef me 4 saal se muqami ki hasiyat se yahan job karta hun, mujy yah janna hai ke mere pass taqreeban 10 hazar riyal account me save hain, or meri montly salary 4083 saudi riyal hai.. iske ilawa kuch mali hesiyat nahi hai, or apko yah batata chaloon ke me un-married hoon,, mere walid sahab hi hamesha zakat ada karty hain,, tu me yahan jeddah me job karta hun, zakat mere uper kis surat me wajib hogi..? or 10 hazar saving amount per kia zakat wajib ho gai yah nahi ..?
tafseeli jawab irshad farmaye
JazakAllahu Khaira
Assalamualekum mufti sahab. . Hamara sawal ye h ki . Hamare ek Milne wale h unke ghar ke halat ask kal bahat kharab h unka Sara zevar kiwi pareshani ki wajah se sunar k yaha 1saal se girvi rakha h. Jis par pehle zakat wajib thi .zevar Kari b 19 tola h jo sab girvi rakha h to kya us ki ab bhi zakat di jayegi .
ASSALAMALAIKUM. JANAB-E-WALA MERA SAWAL YE HAI KI ZAKAT KA PAISA MADARSE KE KIS KIS MAD MAIN ISTEMAL KIYA JA SAKTA HAI. JAISE MODARRIS KI TANKHAW, BACHCHON KE KAPDE YA KISI AUR MAD MAIN. TAFSIL SE JAWAB ENAYAT FERMAYEN. SHUKRIYA.