! KYA BISMILLAH SHAREEF HAR SURE K SHURU KA HISSA HAI
! KYA JIBRAEL AMEEN HAR SURAE MUBARAK K SHURU ME BISMILLAH PADHA KARTE THE WAHI LANE PAR
! BAQADRE ZAROORAT AAYAT KA NUZOOL HUWA MAGAR INKO SURATON ME KAISE DHALA GAYA AUR ISKI TARTEEB KAISE DIGAYE?
2) zaed taqreer karte huwe ye kaha k bismillah ko allah ne bahut fazilat de hai. saari quraan padhi huwi hai liken allah ne isi ko aisa makhsoos kiya hai. aisa kehna kya sahi hai?
assalam o alaikum wa rehmat ULLAH .
maloom ye kurna hai k agar kisi ko maloom hi nhn tha k sajda e tilawat bhi koi cheez hoti hai aur us ne ALLAH janay kitni hi baar ayaat e sajda parhi hongi to ab usay 5 saal baad ILM hua k sajda e tilawat bhi kuch hota hai to ab wo kitnay sijday ada karey ga ?