Assalamualaykum,
Hamare office me western toilet hai. aur wahan par gandagi ka dar hone ki wajah se baeth nahi sakte.
Kya khade hokar peshaab karne ke baad namaz padh sakte aur quran padh sakte hain?.
agar srf napak kapre washing machine me dhoy jayen pir pak pani se dhoy jayen to kia wo pak hojayenge.kapron ko pak krne ka sahi tareeka kia he.agar napak carpet ko bhari saman ki wajase hatana mushkil ho to usey pak krne ka kia tareeka he.
wazu k doran jb hath giley kr k sir ka masah krte hn to hath sukh jate hen kia kanon r gardan ka masah krne klie 2bara hathon ko gila kia jaskta he?r sir ka masah krte waqt pura sir tar hona chahie ya sir ka srf chotai hissa?
Salam Hazrat Mujhay yeh Maloom karna hay k Dhobi ya Dhoban k yahan napak kapra jay to woh kya dhul kar ayga to pak hoga? Nez Dhobi k lye to kha jata hay k woh bary plant par dulwaty hayn or dhoban ghar wagera dhoti hyn. Barahe karam Rehnumai Farmaye.
YA Rasool Allah (Salla Laho Alehe Wasallam) Teray Chahnay walo ki Kher.
assalualaikum hazrat,
zaid ko kuch dino se har roz raat ko ehtelam ho raha hai.subah pata bhi nahi chalta ki ehtelam hua hai.kuch bhi yaad nahi rehta.kapdon ko dekh kar pata chalta hai.iska kuch hal inayat farmae aur bure kamon ko chodne ki dua farmae
suwal
mein janta hun ke quran napaki ki halat mien padh na haram hai par phir bhi ye fail mien mein mubtila hogaya
woh iss tarha ke mujh par ghusl farz aur humare kareeb mien 10vi ki fateha thi aur waha maulana sahab nahi aye they to unhone mujhe agey kardiya aur mein apni halat unse bayan na kar saka astagfurullah napaki ki halat mein meine fateha padha
haram samajh kar ab mere liye sharaee hukm kya lagta hai