Assalam o alaikum janab mera ek sawal hai laud speaker ke masle par
Hamare aulam e ahle sunnat ka laaud speker par ikhtelaaf hai to hame koun se aulam e ahle sunnat ki baat par amal karna chahiye
namaz mein pehi do rakats mein imam parhta hai too doosri mein nahi? too kya ham jin 2 rakton mein imam khamoshi say parhta hai un 2 rakton mein ham parh sakty hain ?
ASSALAAMUALIKUM.MUFTI SAB JAB JUMA KA QUTBE SE PAHLE DOOSRI AZAAN DI JAATI USME SARKAR KE NAAM AANE PAR ANGHOOTE CHOOM SAKTE HAI.AUR JAB QUTBE ME \"INNALLAHA\" VAALI AYAT PAR DOORUD PADSAKTE HAI.YA SIRF DIL ME PADNA EK MOULANA NE KAHA KI QUTBE KE DARMIYAN KUCH BI NAHI KARNA CHAHIYE.
ASSALAMUALIKUM MUFTI SAB JUME KE DIN QUTBE ME \"INNALLAHA VAMALAYIKATAHU \" VALI AAYAT PADI JAYETO DUROOD JUBAAN SE PADNA YA DIL ME PADNA YA CHUP CHAP RAHNA BATAYIYE.
Assalamu alaikum, mufti sahab mujhe ye kaha gaya ki hum sunni log sunni imam ke peeche hi namaz padhein. Agar ye baat sahi hai toh haramain sharifain ki ziyarat ke liye jaayen to wahan namaz kaise padhein? Maine toh suna hai ke wahan ke imam wahabi hain. Aap is mouzu ke baare me kya kahenge?
ASSALAAMU ALAIKUM
MERA SAWAAL YE HAI KE, AGAR NAMAAZ KA WAQT HO YANI JUME KI NAMAZ KA WAQT HO AUR US GAON ME EK HI MASJID HAI AUR WO AHLE-HADEES KI HAI TO KYA WAHAN NAMAZ PADHI JASAKTI HAI, AGAR NAHI TO KYO AUR AISI HALAT ME NAMAZ TARK KARNA KYA????
Assalamu alaikum, mufti sahab hum agar shafai imam ke peeche namaz padhen to shafai maslak ki taqlid karni chahiye ya hanafi tarike me hi namaz padhna chahiye?
zaed fard namaaz padha usme usne pehli rakat me surae nashrah padha phir dusri rakat me bhole se surae nashra hi ki tilawat kiya, to kya woh gunahgaar hoga? aur aisi namaaz ka kya hukm hoga?