3) kya aam musalmaan amama shareef ba niyyat sunnat k nahi pahen sakta aur agar uski dhaadi na ho to kya woh amaama pehene k laeq nahi isko sahi samjhadein?
salam
Mufti sb agar maa ik kam sy mana\'a kary or baap kahe k kro to kis ka hukam manen or wo kam b jaiz he or khadsh h k ik ka kaha maney ge to dosra naraz ho jae ge Jazak Allah