assalamualaikum warahmatullhewabaraktuhoo
kiya waliullah se is tarah bhi manga ja sakta hai ? :ya ghareeb nawaz mujhe beta ata kar deejye ya itnee doulat de dijiye;
bahawala bataein to karam farmie hogi
assalamualaikum warahmatullhewabaraktuhoo
Assalamun alaykum Wa rehmatullahi wa barkatuhu.
Can we build a shed(4 sides open, upper part close) upon a graveyard(qabristan)? Graveyard is of 5000 sq.ft.
(Reason:- In summer and in rainy season if someone expires, it becomes very hard to burry a dead body in grave, and even other people cant stand there.)
JAZAKALLAH KHAER.
salam,
mensis(haiz) kay dooran aurat ko naaf se gatno tak ka hissa chona haram hai,agar aurat ko is dooran kapron ke andar choya jaye,raat ko sotay hoye jism ya mard ka ala aurat ko in hisso ko touch kare tu aisi soorat mein kya hukam ho ga rehnumai farmein jazakAALAH
asslamu aleykum
hazrat agar koi ye nazar(mannat)manele k uski pusht me jo bi ladka ladki hoga to uske waliden (ma;bap)HAJI PEER nam k buzrug k naam se sawa man ki niyaz dilate rahe ge to kiya har bachhe ki pedaish pe ye mannat ka pura karna zaruri he ya nahi???
Salam
huzoor hamare yahan oraton ki mehfil e milaad gharon me hoti hain to yahan par aik andaz apnaya gaya hai k 1 band kamra huzoor sallallaho alaih wasalam k liye khaas kiya jata hai aur us me huzur k liye khana pani wagera rakh kr sb log bahar ja kar us kamre ko taala laga dete hain,
yani huzur ki dawat karte hain.
Phr jb mehfil khatam hone k baad wo kamra khola jata hai to dekha jata hai k jitna pani bhara gaya tha us se kam ho chuka hai aur jo khana rakha gaya tha us me se b chand luqme khaaye gaye hain.
To is se sabit ye hua k huzur us ghar me aaye aur khana b khaa kr is ghar ko barkat bakshi...
Ab huzoor is silsile me ap rahnumayi farmayen.
Q: Me gider job karne laga hn. (electric company) me . us ka owner Christen he. or mera accounts ka kam be us ke sath ho ga, or muge koe or job nahe mill rahe abe tak,
+kaya me ye job ker sakta hn,
+ or en ke sath salam karna kesa he
+or khana ( food) khana kese he?
ASAK MERI EK SAHELI KI BETI MERE BETE KO QURAN SHARIFF PADHAATI HAI, MAGAR VOH KUCH PAISE NAHI LETI, KYA AISA SAHI HAI, BAGAIR KISI KO UJRAT DIYE EILM HAASIL KIYA JAA SAKTAA HAI.?
MAI NE KAI BAAR KOSHISH KI KAHA BHI THODA KUCH TO LO MAGAR VOH NAHI MAANTI, MAI KYA KAROON.