jo imaam wahabiyo dewbandiyo ka zabeeha khata h aur mana karne par bhi baaz nhi aata.
kya aise imaam ke pichhe namaz padhni chahiye.farmayen????
baraye karam jawab inayat farmayen
assalamu alaykum hazrat qibla mufti sahab
musalman ka zabiha agar kafir ya badmazhab ne pakaya ya becha ya lakar diya to use khane ka hukm ma\'a dalalail irshad farmakar indallah majur ho aur hame shukriya ka mauqa enayat farmae
Assalam walaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu, Mufti sab zyada tar salaries bank account me jama hote hain. Jama huva paise par bank interest detein kya ye jaiz hai? India me bank interest kaise avoid karen ?
A.A
main ye puchna chahta hun k agar aik hi larki say 2 bar nikkah ho jai to koi problem to nai...agr main aik dafa apni marzi say or larki ki marzi say nikkah kr ln or bad main usi larki say khuch arsay bad apnay parents ki marzi say nikkah kr ln to is say khuch galat to nai ho ga...
main jis larki say nikkah krna chahta hun wo meri cousin hai or mery parents nay pasand ki hai...main abi nikkah is liay krna chahta hun k main us say phone pay baat krta hun to nikkah say us ka gunnah nai ho ga, or hum dono mil b sakain gay...plz rahnumai farmaiye
agar darhi k baal ghungriyaaly (yeni curly) hon aor unhein seedha kr k aik musht sy zaaid ho jany waly hisy ko kaat diya jaey.ab \"dr-hqeqat tu darhi 1 musht jitna hi ho\",mgr baalo ko seedha kr k kaat deny ki wja sy \"1 musht sy km nazar aey\".tu aesi soorat shar\'an jaiz hy?