kia aesa treqa-e-taoleed jaiz hy?
\"js miyan bewi mei bacha paeda krny ki quwwat na ho,tu doctor us mard ka nutfa (semen) aor aorat ka beza (egg) nikal kr jism k bahir mila dety hein,aor yu bn\'ny wala murakkab bewi k rahm mei lga diya jata hy aor phr aam treqy sy aor bacho ki trah bcha paeda ho jata hy\"
ASSLAM O ALIKUM mera sawal ye hai k kuch log ak hath se nawala lety han kia ye sai hai ya galat hai k ak hath se roti khana roti dono hath se toor k khani chahiy ya ak hath se toor k ap kha sakty han.
Aslam u Alekum!!! Huzoor ye kehna kesa hy \\\"mulla ki dor Masjid tk\\\" agr Ulama ki tehker maqsod na ho blky wesy he kaha ho jesa ky bt krty hoay keh dia jata hy????? agr Ulama ki tehker ki ho to phr kia hukm hoga?
Assalam o alikum janab, kharray ho kr paani( water ) peenay k baary main mukhtalif msaalik walo k mukhtalif byanaat hain....
KHARRY HO KR PAANI NHE PEENA CHAAHEAY ye sub ko pata hai ... MERA SAWAL YE HAI.: k jis tarrha \"Murdaar\" ya \" Sour\" ka gosht khana or \"Shraab\" haram hai... kya bilkum esi tarrha kharray ho kr pani peena bhe haram hai....????
SALAM.
(1) BYAN, TAQREER YA WAAZ (2) NAAT KHANI (3) QURAN PAK PARHNA (4) IMAMAT AUR KHITABAT KAY PESAY YA RAQAM LENA KESA HAY? BARA E KARAM JAWAB MAE AHADEES E MUBARKAH, YA AQWAL E FUQAHA E KIRAM (MUTAQDDIMIN AUR MUTAKHHRIN DONO) BHEE NAQL FARMA DEEJIAY GA. IS KAY SATH IN MAE SAY G KISI KAM KI RAQAM LENA AGAR JAIZ HAY AUR KISI DOOSRAY KI NAJAIZ HAY TO IS KEE WAJA KEE TAFSEELI BEHES BHEE IRSHAD FARMA DEEJIAY GA.
ALLAH PAK AAP KO AJR E AZEEM ATA FARMAE. AAMIN
WASSALAM
MUHAMMAD, GHULAM E HASNAIN IQBAL ATTARI
JHANG
Assalam o alikum mn ny pochna tha k aj mry ik dost ny badam or magz dal k sardai bnai but us mn thri c bhang b dali or mn ny ik glass piya but mjy nasha nhi hwa mn hosh mn hn. Kya yh kaam haram k zumray main ata hy? Mjy khd py gusa or shrmndgi b ho rahi hy. Yh phli dfa kiya hy zindgi mn.
salam
sir ma na karobar ki niyat sa birds (australian parrots and sparrows) rakhi hoy han. ma in ko palta hon or phir sell kar data hun. kya birds ka karobar jaiz ha? or agar nai to kya is ko kisi trah jaiz kr sakta han, agar mumkin ho to?
kya karobar ka ilawa birds palna jaiz ha?
shukria
Salam,
Aksar ladkiya shadi k baad apna surname badalti hai Maslan pahle naam k saath shaikh likha karti thi walid ki nisbat se, Shadi k baad khanam likhti hai shohar ki nisbat se. Kya shariat me aisa karne ki ijazat hai quran o hadis ki roshni bataya jaye maherbani hogi