Sharah Sahih Muslim may jo Allama Ghulam rasool saeedi sahab ki tehqeeq h Darhi k ek musht pr us pr ulama ikram ka kya mauqif hay ? agar koi usko mad e nazar rakhtay huay amal karay tou us pr kya hukm hay ?
kia farmaty hain ulma deen or moftihaane sarhy mateen es masla k bare main Main aak masjid main jumaa parhata hon or masjid ki intizaamiya ne 8 maah hone k bawajood muhjy koi tankah nahi di main aak job bhi karta hon magar mera us se guzar basaar nahi hota kia main un se tankah ka mutalba kar sakta hon?
A/W.
Hazrat Mere ghar me Aam (Mango) ka ped hai, Jo kafi bda hai usme phal bhi acche ate hai, Lekin ek problem hai. Us ped ki Jad (Root) Makan ki jameen me ghus rhi he aur jameen ko ucha nicha kar rhi, Esa lagta hai ane wale time me ye makaan ko nuksaan pahuncha dega, Kya ese ped ko katwa sakte hai? Koi acchi salah dijiye? isko katwane ke baad koi nuksanat to nhi hoga? Jazakallah
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
کیا فرماتے ہیں علماےء دین اس مسئلہ میں کہ بینک میں ڈرائیور یا سکیوریٹی گارڈ کے طور پر ملازمت کرنا جائز ہے یا ناجائز؟
جبکہ بینک مکمل طور سودی لین دین کرتا ہے
جزاک اللہ خیرا
ager ak insaan 18 saal ki umer se phala zina kr le or usko us waqat na tu zina ke barey mai pata ho kha intercourse ko zina khata hai or na hi uski saza ke barey mai or wo toubah kr le jab usko maloom ho tu kay uski koi saza hai sawahey kha wo Allah se maafi mangta rahey sari umer or apney gunah pr parda daley?
السلام علیکم میرا سوال یہ ہے کہ آجکل شادیوں پر نیوندر کا جو رواج ہے یہ جائز ہے یا سود میں آتا ہے ۔ نیوندر وہ ہے جو ولیمہ کھانے کے بعد دولہا کو یا انکے والدین کو دی جاتی ہے اور دینے والا اس سوچ پر دیتا ہے کہ جب میں شادی کروں گا تو یہ رقم دوگنا واپس ملے گی اور ہوتا بھی ایسے ہے ۔ رہنمائی فرمائیں ۔
والسلام
asslam_o_alikum . molana sahib mera sawal ye hai k mera meezan bank mai seving account hai 5 year se ab mere kuch dost kehte hai k seving account theek nahi hota chahey woh kisi bhi bank mai ho woh sood hota hai jab k bank wale kehte hai k ye sood se paak hai . plz meri rehnumai farma de k mai kiya karoo kiya ye wakai sood hai ya sood nahi hai.?
islamic bank ka seving account jaez hai ya nahi?
asslam-o-alaikum.