Salam biwi agar kahay ke sirf falan rishtadar ke samnay topi pehn kar matt jayein woo chalay jayein too phir pehn lena aur kahwand na utaray??? iske baray mein kya hukam hai?
sawal yeh hai ke agar office mein kaam na ho too apna personal kaam kar sakty hain? aur agar kaam aa jaye too woo apna kaam chorr kar office ka kaam pehlay khatam karay aur apna kaam phir baad mein karna shuru kar day too kaisa hai ?
KYA FERMATE HAIN ULMAI DEEN WO MUFTIYAN E SHARA MATEEN;
ZAID MURTIYAN(METAL/PATTHAR) BANANE AUR FARUQT KARNE KA KAAM KARTA HAI, USKA YE KAAM KAISA HAI??
Assalam-o- alikun. Mufti sahib mein mafi chatah hon k ap se pehle bhi ye sawal kiya tha jo mukam\'mal wazhe nahi kiya tha magar ab mukam\'mal wazahat k saat hai.Rehnoma farmaein Mein silsila naqshbandiya mein ba\'ait hon.mujhe khayal aya k jo Mere sheikh hain un k nigran jo hain wo kafir ho gae hain(magar haqiqaat mein aisa nahi hai) mazeed ye bad khayal aya k \"kisi ko kafir kehne wala kud kafir ho jata hai\" aur aisa bad khayal musalsal araha hai jis se mere emaan mein shak peda ho raha hai k mein muslim hi hon ya kafir ho gaya hon aur shak hai k kahein kufria kalimaat to zabaan se nahi nikal gae.Ulma se pouchna tha agar banda shak do\'or karne k liye is neyaat se kalma parh\'le k zubaan se kufria kalimaat niklay ya nahi niklay mein kalma parh\'ne se musalman ho jaon ga.Rehnomai farmaein.Masaala emaan ko shak mein dal raha hai.
ap k tawwon ka talib
huzoor irshad farmaiye ke ek shakhs biwi se sucking karwata hai aur phir toba karta hai phir toba karta hai. is say bachnay ke liye kya hukum hai? aur iska kya kaffara hai?
office mein koi banda ham say paisy mangta hai aur ham dene ke baad u say letay nahi ke yar itni thori amount hai rehny doo iss baray mein muftiyan-e-karam kya farmaty hain ke aisa karna thik hai ?
zaid office me kaam krta h or tie lagana lazim h is k bina kaam pr aane ki ijazat nahi.barah-e-kram ye irshad farmaye k is surat me tie lgane ki ijazat h ya nahi.
ASAK KUFRIYA KALIMAAT KEHNE SE BANDAA ISLAM SE KHARIJ HO JAATA HAI , PLEASE QURAN O HADEES KE JARIYE JARA DETAIN MEIN BATLAAYEIN KUFRIYA KALIMAAT KE BARE MEIN.