1) aisa kehna kaisa hai k nabi k ilm se zyada to shaitaan aur jibrael alihissalaam ka ilm hai. chunke jibrael hi ne to padhaya hai aur jitni wahi unhon ne batae to jab jaakar huzoor ko maloom huwa. isse to maloom huwa k jibrael ki azmat nabi se badhkar hai. kya ye sahi hai rehnumae farmadein.
Mufti sab, ye barelwi, deobandi, sufi aur wahabi mein kya farq hai. Kaun sa firqa sahi hai. Aap S.A.W ki wafat ke baad sahaba kis cheez pe amal karte the aur hamein kis cheez pe amal karna chahiye?
Shakria Mufiti Saheb
Assalam o Alikum,
ek wahabi molvi tariq jameel ny apni ek dua mein is tarhan dua ki ha,
(ya allah tu aja tu aja malik hm tujhy bula rahy hain) kia is tariqy sy dua mang sakty hain? tariq jameel per Shariat kia hukum lagaiegi?
Regards:
Arsalan Mehboob
zaid ne bayaan me kaha -os aabadi me muslim ki aksariyat h illa mashallah os aabadi me gair muslim h.kya is jumle se koi pakad h kya tauba krna hogi ya nahi?
assalaamu alaikum
tableeghi jamaat ke shaks apne aapko sunni kahete hai ,,,,, to ye baat kaha tak sahui hai....... kya unhe ham sunni samjhe ya nazar andaz karden..