poochna yeh hai ke agar banda umrah ki niyyat say pakista say Madinah Shareef ya kisi bhi country say Madinah shareef jaye too kya usko waha qasar namaz adaa karna hogi?? aur agar beghair umrah ki niyyat agar jaye too kya hukum hai?
3) kuch ulama wo mashaeq kae martaba hajj k liye jate hain ya umrah k liye jaate hain. unke jaane par ye aeteraaz hota hai k
-- hajj to ek hi baar fard hai phir baar baar ye karna kaisa hai
-- ek se zayid martaba jaane k bajae kisi gareeb ki madad kardiye hote ya kisi gareeb ladki ki shadi kardiye hote
iska rad ata farmadein.
Assalmualaikum,
Kya farmate hain Ulma e Deen k Zaid ne Hajj par jane ke liye paise jama kiye aur us maal par ek saal guzar gaya to kya us maal ki zakat nikalni padegi jabke Zaid pehle kabhi Saahib e Nisaab nahi tha. Braye Meherbani jawab ataa farmaye.
Allah Hafiz
salaam,mufti sahab,ma meri wife or bachay umrah k lye ja rahyn hyn,mere choti bete dher saal ki hy pamper lagate hy,hum usko lykar mere wife umra kar sakte hayn
salaam,
walida, naani aur bhai ko Hajj par mere seth ke pass se advance paise lekar bhija sakta hu, aur main bhi saktahu shari rahnumai farmaye.
jazakallahu qaira
salaam, walida, naani aur bhai ko Hajj par mere seth ke pass se advance paise lekar bhijata hu to unka kaunsa hajj ada hoga Farz ya nafl haalanke unke paas inti istitaat nahi hai... aur Nafl ada hua phir jab kabhi unke zindagi mein inte paise agaye ke woh Hajj ko ja sakte hai to jab phir Hajj karna hoga
,shari rahnumai farmaye. jazakallahu qaira
salaam, walida, naani aur bhai ko Hajj par mere seth ke pass se advance paise lekar bhijata hu to unka kaunsa hajj ada hoga Farz ya nafl haalanke unke paas inti istitaat nahi hai... aur Nafl ada hua phir jab kabhi unke zindagi mein inte paise agaye ke woh Hajj ko ja sakte hai to jab phir Hajj karna hoga ,shari rahnumai farmaye. jazakallahu qaira
Salam,
Umra ya Hajj ke baad, ahraam se farig hone ke liyay HALAQ ya TAQSEER karwate hai. TAQSEER sir ke chothay baal ko katwane se hojati hai. chothay sir ki tareef wazahat se farmade. Masalan, agar Zaid nay poori zulfe rakhi huwai hai jo ke shano ko mas karti hai. Kiya agar os nay umra ada karne ke baad zulfe adhe kaan tak tarashwadi to kiya chotai sir hojay ga? Agar nahi to kitni katwani sahih hogi.
Wassalam,
Mukhtiyar Ali Attari
my question is about haj-e-badl.i want to perform haj for my deceased father.i,m not sure it was obligatory for him or not when he died.As i am living in saudia and have performed my haj 5 years back.Now when i had planned for this haj someone told that i can not do so because i m living in saudia n my meeqat is different than that of my father.and if i have to do that haj i will have to come from the same meeqat which was supposed to b for my father.
My other question is that my husband has already performed 2 haj.he is not willing to go but he says if you will go i will accompany you as mehram.If i ask him to go with me against his will will it not be asinfull deed to compel him for going against his will?
KYA FERMATE HAIN ULMAI DEEN IS MASALE K BARE MAIN K;
kya Hujjaj E kiram par bhi Eidd Ul Adha me qurbani wajib hai ya nahi;(Matlab Haram Shareef k ilawa Qurbani) ?? Watan me koi un ki taraf se qurbani kare tab kaisa hai??