salam agar zaid ne bank se ghar kharidne ke liye loan liya hua hai, jo voh lag bhag 15 se 20 years mein lautaane waala hai, kya voh haj par jaa saktaa hai? second condtion yeh hai ki agar koi uose kahe ki hum paisa dete hain aap apna haj karke aaoo, ya phir koi yeh kahe ki hum paisa dete hain app hajje badal ke lliye chale jaaoo. kya ein teen suraton mein zaid haj par jaa saktaa hai. jabki uoske uopar karza hai.
Aasalamoalikum,
Kya farmate hai Ulema E Deen Muftiyane Sharh Arz E Zail masle par
Zaid ke walid ka inteqal ho gaya or uske walida ba hayat hai or vo haj ko ya umrah ko jana chahti hai ab masla ye hai ki vo kis ke sath jaye kya vo apne bete ke sath haj ya umrah ko j sakti hai ya kisi rishtedaar ke sath jawab dekar rehnumai farmaye agar is se mutalliq jawab fatawa rizviya mai ho to plz refrence de dijiyga bahut mehrbani hogi
مفتی صاحب السلام علیکم ورحمۃ اللہ برکاتہ
چند مسائل پر آپ کی توجہ کا طالب ہوں
مسئلہ نمبر1:۔تین چار عورتیں جن کی عمریں پچاس کے درمیان ہوں کیا وہ اکٹھےبغیر محرم کے عمرہ کرسکتی ہیں ۔بغیر محرم کے کیا ہوا عمرہ اللہ کی بارگاہ میں قبول ہوگا۔
salam kiya orto ko umreh par gana chahye ya nahi agar 1 muharim fasiqo fagir ho or dosra qabile atemad hotu kiya ese me orat dono muaharim k sath omrah par gaye ya nahi qk undono ko sath gan tha or orat ko bhi sath gana part gaye tu koi harg tu nahi
Asalamu Alaikum Janab main ye jana chahta hoon ki umrah kisi aur k badle kar sakte hain? main apne Dada aur Dadi k liye (jo ab is duniya main nahi hai) Umrah karna chahta hoon.
ASALAMU ALAIKUM JANAB MAIN JANA CHAHTA HOON K KYA MAKKAH MUKARAMMAH JANE SE PEHLE MADINA K ZIYARZT KAR SAKTE HAIN BAAD MAIN UMRAH K LIYE JAYE KYA ISMAIN KOI MASLA TO NAHI?
Salam. Pakistan me is saal (2016) government scheme k teht Hajj takreebn Rs. 271,000/- me tha. Zaid ne us me apply kia lakin uska naam select nhn hua. Zaid k pas Rs. 450,000/- mojood hy. Kya zaid par farz hoga k isi saal private agents k through Hajj pe jae jabke private packages Rs. 415,000/- se start ho rahay hain aur is se expensive b hain.