Kisi ne ye pucha he k kia ksi moulana k pas gaib ka ilm hota he,kia moulana ksi ki ane wali zindagi me hone wale halaat o hadsat ka bta skta he,k ye kroge to nuqsan uthaoge agy ki zindagi me tklife ayengi,jbke gaib ka ilm to ALLAH k siwa ksi k pas nh he ,phr koi moulana kesy ksi ki zindagi hadsat o waqiyat ka bta skta he,please rehnumayi kijiye
Assalam.
While talking about tawassul with my friend, I claimed through tawassul duas will be accepted fast compared to asking Allah Azzawajal directly. Is this ok? please elaborate.
And Is tawassul wajib or Fard?
ASSALAMU ALAIKUM.
hazrat mere dada ka inteqal ho chuka hai. ham unki 10we ki fateha kar chuke hain.
hazrat kisi ne mujhse kaha hai ki 40we ki fateha nahin karna chahiye. or usne mujhse kaha ki kahin se bhi fatwa mangwalo is ko koi bhi jaiz nahin kahega. 40we ki fateha ka saboot kisi kitab me nahin hai.
isliye brahe karam tafseel se jawab dijiye.
shukriya.
my email address :- MOHAMMADiqbalHUSAIN92@gmail.com
Assalam o alaikum! Hazrat mera sawal hai kay agar koi shakhs Hayat e Ambiya ko na manta ho to kiya aisa shakhs kafir o murtad kehlaye ga ya sirf badmazhab o gumrah?
ASSALAM-O-ALAIKUM:
MUFTI SAHAB EK SAWAL ARZ HAI K BHARE SHARIAT KI KITAB ME AQAID K BARE ME POCHNA HAI WOH YEH K AQAID ANBIYA KARAM ALAIHI ASSALAM ME KHASAAIS HAMARE PYARE NABI KAREEM SALLALLAAHO ALAIHI WASALLM ME PAGE NUMER 69 ME AQAID 41 HAI ZARA MUJHE TAFSEEL SE YEH SAMJHA DE K OSME TAMAM MAKHLOOQ HAI YAH TAK K ANBIYA KARAM ALAIHE ASSALAM PYARE NABI SALLALLAAHO ALAIHI WASALLM K MUHTAJ HAI PLZ MERI REHNUMAI FARAME....
Assalam o aliekum wa rehmatullah
Muhtaram Mufti sahab.aurat ki taraf say khula lana jaiaz hay ya nahi jab k
Kahwand us say jan churana chata ho aour ghar na rakhna chahay
Merehbani far kar rehnumai farmain
Jizak Allah Khair
Assalam o Alikum
Mufti Shahib!
If a sunni person says that alahazrat is a saint of Allah.I respect him but I cannot accept him as a reviver (Mujadid). What is the ruling of Shari\'a about him.
سگِ علماءِاہلسنت