agar yeh mahsoos ho jaye k lees wala pani (not money) nikalne wala hai aur kapro pe lagne se pheley us ko achi tarha dho liya jaye to kia us k bad namaz parh sakte hain aur kia kapre pak hi rahe gaye
salam agr nmaz me ya wazu karte howe bure khayalat ate hen giski waga se thoti mikdar me mazi nikalti he go makhrag se bahir nahi phonchti tu kiya ese me wuzu tote ga ya nahi
asalamualikum.............!
mera sawal hi k kya khade hokar peshab karsakte hi agr kare to napak honge ya nai. Aur ghusl ka sahi tareeqa batade . Agr toilets hai to iska use kaisa kare plz answrs batade
asalamualikum..............!
Mera hath ku fracture hua hi doctor ne patti baandhi aur usko paani se mehfoz karne ko kaha magar gusul ki haajat hi na to wazoo ke dauraan haath dho paaru aur na to gusul k dauraan is waqt me kya kare meharbaani farma kar jawab dein
asalmualikum...................!!!
Ahtelam k waqt k kapdo kya alag se dhoya jaaye ya poore kapdo k saath milaakar dho sakte hi aur jo bedsheet use karte hai use bhi dhona zaroori hi kya
Asalam o Alikum main bhuut preshan hoon muje mazi bhuut aati hai jab Kay main kuch ganda sochta bhi nahi hoon aur meri namazein bhi qaza ho jati hai baar baar kapry change karny party hai kya Islam main iss baat ki ijazat hai kay jis ko mazi baar baar aye tw kya ussi cloths main namaz aada kar sakta hai ya cloths ko kis tarhan paak kya jay koi solution batay Kay main namaz adaa kar sakoon. Shukriya