Aslam o alaikum
Payare Islami bhai aj kal jo log Pent Shert pehn k Namaz parhty hen r Sajdy me jb jaty hen to peet (Back Boon) Nangi ho jati hy r wo Mard k Sattar me shamil hy ab kia os ki namaz Ho jy gi ya ni
Jeddah main aik shafai imam hain jin k iqtida main tamam dawat e islami walay jumma perhtay thay wo boarhay ho chukay hain un ki jaga koi aur perhata hai jis ki darhi choti hai main un k peachy jumma k faraiz perh leta hun aur phir in faraiz ka iada bhi ker leta hun kyoun k un ki darhi choti hai laikin hamaray khiyal main wo sahihulaqeeda hain aur koi doasri masjid nai hai jahan hum namaz perh sakain in k ilawa
tu kya hum is tarha k juma k farz perh k phir in ka iaada ker saktay hain ya zuhar ki namaz hi perhain
Salam
main jahan kaam kerta hun wahan hum 4 worker hain wahan sirf deobandi jama\\\'at kerwata hai
ramzan main hamari din ki duty timming 12:00 say lay ker 3:00 tak hai zuhar ki namaz main 3:45 per ghar ja ker perhta hun aur asar ki namaz ka hanfi time 4:05 per ager shuru ho tu main 3:45 per zuhar ki namaz perhnay main gunahgar tu na hun ga
kyoun k wahan per kaam main deobandi mera senior hai aur main us k samnay namaz us k peachay na perhnay ka izhar nai kerna chahata
main sirf namaz main us k peachay khara rehta hun
salam jazakallah khaira
Agar shirt ke pocket paq chota sa animal ka dhage se picture banaya ho,magar ankhein na dikhti ho,to aise shirt ko pehnna aur pehen kar namaz ada karna kesa?
Job par namaz parte ho to boss roz jaldi karta ho to kya roz jobki namaz me sabhi rakat me ruku-suzud me 1-1 tasbih,sana,taavuj,tasmiya,aur akhir me \'ALLAHUMMA salle ala MUHAMMAD tak parh ke SALAAM fer sakte hai?