ASSALAM-O-ALAIKUM:
MUFTI SAHAB SAWAL YEH K KHAWATEEN K AGAR ANKH(EYE) ME KAJAL LAGA HO... KYA AUS PAR WAZU HO JAE GA... WAZU K LIYE RAKAWAT TO NHI HOGA... PLZ MUFTI SAHAB REHNUMAI FARMAE...
Mufti Sahb mera Suwal ye ha k agr Shehwat ke saath Mani Uzw-e-Khas ma aa jae magr ak Qatra b bahr na nikle aur phir thori der bad jab Shehwat ka Galba khtm ho phir paishab krne ke duran wo Mani bger Shehwat k bahr nikal jae to kia phir bi Gusal Farz ya Wajib ho jae ga.JAZAKALLAH
SHARAEE MASAIL..
ASSALAM-O-ALAIKUM:
MUFTI SAHAB SAWAL YEH K KHAWATEEN K AGAR ANKH(EYE) ME KAJAL LAGA HO... KYA AUS PAR WAZU HO JAE GA... WAZU K LIYE RAKAWAT TO NHI HOGA... PLZ MUFTI SAHAB REHNUMAI FARMAE...
Assalam.
In western countries during winter season we do complete wudu in the morning and wearing woolen/cotton socks and shoes we will go to office/college. For Zuhr namaz while doing wudu for legs because of cold we do masah without removing socks. Is this right way? Is our wudu valid??
assalam o alikum mufti sb
arz ye hy k
zaid kehta hy k wuzu waly pani k qatraat masjid k farsh par girana gunah hy lekin agr masjid ki dari ya qaleen py gir jaen to phir harj ni
kiya zaid ka ye kehna durust hy?
aur zaid kehta hy k wuzu kr k 2 rakat tahiyyatul wuzu ada karny k doran jitny qatry girty hain utni nekiyan milti hain to
tahiyyatul wuzu k doran jo qatraat giren gy msjd main unka kiya hukam hy ?
aur donu maslun main tatbeeq kesy karen gy?
boht uljan hy wazaht frma den shukrya
ASSALAM-O-ALYKUM:
MUFTI SAHAB SAWAL YEH HAI JIS PAR NAHANA YANI(GUSAL) FARZ HO AUR NIFAS AUR HAIZ WALI AURAT BISMILLAHIRRAHMAANIRRAHEEM KA WIRD YA WAZIFA PARH SAKTAY HAI YA NHI PLZ REHNUMAI FARMAE...
ASSALAM-O-ALYKUM:
MUFTI SAHAB SAWAL YEH HA HARAM JANWAR KA PASINA AUR LUAAB NAPAK HAI AGAR JANWAR KA SUKHA HOA BADAN HO TO INSAN KA KAPRA YA JISM KA KOI HISSA JANWAR K BADAN KO LAG JAE YA TOUCH HO JAE YA JANWAR CHO KAR YANI TOUCH HO KAR CHALA JAE TO KYA KAPRA AUR BADAN NAPAK HO JAE GA PLZ REHNUMAI FARMAE...
As salamu alaykum. Kya janabat ka gusl karte wakt aurat ka apne pure bal kholna jaruri hai. Meri ahalya k bal ma sha allah kafi lambe hai. Or unhe is wajah se kafi wakt lag jata hai gusal se farigh hone me. Aur dusra ye ki agr balon me tel laga ho to gusl ho jaega ya balon se tel chhudakar pani se bhigona jaruri hai. Barae maherbani rahnumai farmae. Jazakallahu khaira.
Assalam O Alaikum.
Mera sawal ye hai: mere sone k kaprey (cloth) dusre hain tw jb maine raat ko wo pehne tw pata laga k mujhe ehtelam hwa hai lekin mujhe us raat ko ya subh kuch mehsoos na hwa aur na subh change krte waqt pata chala. tw mai ye puchna chahta hn k mujhe nhi maloom tha k mujhe ghusol ki zaroorat hai maine Namaz bhi parh li masjid mai jakr. Ab mere liye kya hokum hai halan\'ke mujhe maloom nhi tha k mujhe ghusol ki zaroorat hai mai. Please iske barey mai meri jald rehnumai farmaye
Assalam U Alaikum,
Khana khany k bad danton per jo peeli teh jam jati hai kya Ghusal e Janabat se phly os peeli teh ko utarna zrori hai ya os ko otary bagair bi ghusal ada ho jata hai?