kya masjid me houz ka pani or nal ka pani wazu k bache hue pani ke hukum h.jo fazilat wazu k bache hue pani me h kya in pani ko peene se vo fazilat hasil hogi.
assalamualikum.myfti sahab mera sawal ye hai k agar koi kisi buzurg k mazar pe hazri de aur ye guman rakhe k wo buzrurg sun rahe hain un buzurg se kahey k \"hazarat mujh per kuch tawajoohat kerdein\".
Assalamu alaikuam, mufti sahab kisi wali ki dargah ke ziyarat ke waqt kin kin cheezon ko na karna chahiye, awliya ki ziyarat ka shariat ke tour par jaiz tariqa bayan farmaden. Jawab dene par badi meherbani hogi
Assalam Alikum;
Kiya Hum Musalman vali ya kise darga ya Chillae Gouse Azam yani ke bahout sara chillae duniya me maoujood hai kya ye sare chillae sahi hai. ka urs manaya jaskata hai kya ,urs ka maqsad kya hai..quran aur hadees ki roshni me batayiye.
dargah ko jake sahibe mazar se kuch madad talab karsakte kya. aur mazar ko choom sakte kya aur mazar pe sar rakhsakte kya.aur mazar pe rakha huva phool kha sakte kya. aur mannat maang sakte hai kya.kya vo maant poori hoti kya.
Assalamu alaikum, kya me apne mobile ander internet pe download kiya huwa quran rakh sakata hu halaki mere mobile me TV bhi lagta hai hindi tarjume ki kitab aur CD hai. Imran Inamdar
ek hrbi kafir os ka pen bhul kr chla gya kya main ose istemal kr sakta hu ek kitab me padha tha k hrbi kafir k maal ki chori chori nahi blke maal-e-ganimat h?
mufti sahib yeh irshad kijiye ke Sarkar (Alaih Salato Wassalam) ke Nalain-e-Paak ki mushabihat wali jooti pehn\'na kaisa??? kya same as it is jooti pehn sakty hain ? aur kya yeh gustakhi ke zumray mein too nahi aye ga?? agar gustakhi hai too kis hadd tak?