asak mufti sahib, kya ramzan ke rozon ke kaffare ka paisa masjid mein donate kiya jaa sakta hai, ya kisi garib ki madad ke liye eistemaal kiya jaa sakta hai, like bimaari wagairah mein, baraye meharbani karke detail mein batlaayein
asak mera sawala yeh hai ki agar koi sharia uzr ki bina par roza nahi rakh sakta hai,voh kaffara kaise ada kare, aur voh paise kisi ki madad ke liye diye jaasakte hain ya nahi, jaise bimari wagairah ke waqt,,, aur yeh rakam jitni banti hai kya voh pure saal mein ya puri jindagi mein kabhi bhi di jaa sakti hai ya ek hi baar mein ada karni hongi
As salam o alaikum
I am nearly 89 years old, I never heared about the aitekaaf of more then 10 days of the Last Ashra of Ramzan, today my nephew told me that Molvi Ilyas Qadry is practicing the 30 days Aitekaf in Ramzaan, I want to know about this act of him; is there any evidence from the preveious scholars of Islam?
Dear Scholars of Islam, I have nearly completed the journey of my life, but I am still in the search of true spirit of Islam, may you give me a fatwa about the permisibility or non permesibility of this act of Molvi Ilyas Qadry?
Eagrly waiting for your positive response and reply in the form of a Fatwa.
May Allah guide us to the Right Path. Aameen.
Regards,
Muhammad Ali
Assalaamu alaikum Mufti sab, mere paas ek sawaal ayaa hai ke, ek saks ko bahouth tukh(saliva) atha hai kay who aam dino me jaise who tuk nigal tha hai nigal saktha hai? Aur kya uske roze pe kuch farak patha hai?
Aur kya who jama karke tuk saktha hai?
Please hamari rehnumai farmaiye.