Assalamu alaikum warahmatullahi wa barakatuhu. Roze ki halat me Thook (Spite) ko galae ke andar dakhil ki ja sakti hai? Agar nahin to Halat e Namaz me agar mouth me thook a jaye aur namaz ki ekhtetam me waqt baqi ho to kya ki ja sakti hai? Bara e meharbani is masle ko hal kar den. Allah Hafiz.
Mera Suwal yeh hai k Agar kisi manday ne ramadan k 3 ya 5 roze rakh k toor diye ho (musht zani Kar k) to us per kaffara hai ya qaza aur yeh baat us ko pahle na malum thi k is se roza toot jata hai agar ab malum hai tou kya har ramadan ka lag kaffara hoga umeed hai k app suwal samjh gaye hoon gaye.
Asallmau Alikum Mufti sahab agar koi saksh roze ki halat me chest ke taraf ho ke let gaya ya aur uski mani khariz ho gayi to uska roza rahega ya nahi Aur agar us saksh ki mani jonoon me khariz hoi ho to woh kya roze ka kaffra ada kar ya kaza roza rakhe