SALAM.
AIK ISLAMI BHAI NAE DUBAI MAE RAMZAN START KIA. PHIR RAMZAN KAY DARMYAN MAE PAKISTAN AA GAE. AB WOH EID PAKISTANIS KAY SATH KAREN GAE YA DUBAI KAY HISAB SAY? AGAR PAKISTAN KAY HISAB SAY KAREN GAE TO AGAR PAKISTAN MAE 30 ROZAY HO GAE TO UN KAY 31 ROZAY HO JAEN GAE. IS SOORAT MAE UN KA 31 WAN ROZA NAFLI HO GA YA FARZ?
WASSALAM
MUHAMMAD HASNAIN IQBAL ATTARI
JHANG
Assalamo Alaikum , if a person doesn\'t fast because of some disease and he intends that he will fast after eid إن شاء الله .Is it compulsory for him to pay fidya for this fast which he has postponed ? Please reply in the light of Sharia. Regards
SALAM.
2 RAKAT TARAVIH PARHNA THEE, LEKIN IMAM SAHIB DOOSRI RAKAT KAY SAJDON KAY BAAD BAJAE TASHAHHUD MAE BETHNAY KAY GHALTI SAY TEESRI RAKAT K LIAY DIRECT QIYAM MAE CHALAY GAE, PHIR TEESRI RAKAT ADA KI, AUR SAJDA E SEHEW KAR K TEEN RAKAT PARH KAR SALAM PHER DIA. KIA IS TARAH 2 RAKAT TARAVIH ADA GO GAI? KISI NE KAHA KEH 2 RAKAT TARAVIH HO GAIN HEN AUR AIK RAKAT NAFL COUNT HO GA. IS IT CORRECT? AUR AGAR YEH GHALAT HAY TO DURUSTI E NAMAZ KAY LIAY US WAQT KIA KARNA CHAHYE THA?
WASSALAM
MUHAMMAD, GHULAM E HASNAIN IQBAL ATTARI
JHANG
roze ke doran aurath ko hais aagaya.to roza jata rehta hai,kiya roza jane ke baad
us waqfe me khana kha sakti hai? ya rozdar ke jesa us din guzar na hai.
Ramazan mian khany peenay k sath Gunahon ka bhe roza hota hai wo kon kon sy gunah hain jin k baad rooza bilkul toot jata hai aur roooza pora krnay ka koi faaeda nhe ....??? ( yaad rhe main ny sirf gunahon ka pocha hai..)
السلام علیکم
کیا فرماتے ہیں علمائے اہلسنت اس بارے میں کہ امامِ تراویح حافظ قران صاحب ایک نو عمر لڑکے ہیں جن کی ابھی ٹھیک سے داڑھی بھی نمودار نہیں ہوئی کیا ان کے پیچھے ان لوگوں کی جن کی داڑھی ایک مشت سے زیادہ ہے فقہِ حنفی کے مطابق نماز ہو جائے گی
بینوا تو اجر وا
اسلام
Salaam mera sawal hai Zaid ny Pakistan main roza rakha lekin roza rakh kar wo America k safar par nikal gya to wo roza kis wakt kholy ga kya wo roza pakistan k wakt k mutabik kholy ga ya America k wakt k mutabi ya phir jis jaga mojood hai
Assalamu alaikum warahmatullahi wa barakatuhu kiya farmate hain muftiyane izam? Neem ke datman ka istemal roze ki halat men karna kaisa hai? Agar hamare uper qarz hai to kya sadqa e fitar ya qurbani ada ki ja sakti hai? Meherbani karke rehnumai farmayen. Allah hafiz.