Asalam-O-Alikum
mohtaram mufti sahab.. agar koi larka kisi larki say 2 aqil o baligh gawahon ki mojudgi main nikkah karta hai par gawahon ko is tarha say show karta hai k jesay yeh sab mazak main kara hai us ne,,, jab kay larki aur larkay ki niyat nikkah ki he thi,,,kiya aisi sooorat main in dono ka nikkah qaim ho gaya ?
main ak sunni lrki hu, ak larka mera class fellow ha or mjh se shadi krna chata ha lekin wo shea ha... or mjhe khta ha hmari shadi jaiz ha... lekin main janna chati hu k islam kea khta ha ... jab maine us se us k akeda k barey main pucha to us ney kha k hmm hazrat Abu bakar ko nai mantey unho ne Ghar jalaya tha bibi Fatima ka.. or wo baki 3 khalifas ko b nai manta.... yai ikhtalaf ha hm main,,,, ap mje btaye kea asi sorat main hm shadi kr sktey han? koi gunjaish ho skti ha shadi ki?
Assalamu alaikum mufti saheb! 1) Aulaad ka nasab maa se chaltha hai ya baap se?
2) Shahor ka nasab,biwi ke nasab se aala hai tho aulaad kis ke nasab se jaanee jayegi?sawal galat hai tho maafee chahtaahun.jazakallah!
As-salam alaykum Mufti sahab mara sawal yah hai kay mara Bakra EId kay baad Nikah hai.Rukhsati 1 sal bad hoge. sirf nikah hai .to mujhe yah jana hai kay mein sohbat 1 sal baad kar sakta hn is sa nikah makaru to nahi hoga .Aur hum do bhai hain woh donu behan hain kiya hamara nikah eik sath ho sakta hai yah kuch din grap sa.
may ek larki se shadi kerna chahta th or wo b kerna chati ti mager ek din us k ghar walo ne 15 min phlelay us ko bataya k aj ap ka nikha hai kisi or se or zaberdasti b ki to larki ne nikha kerliya kia islam may aisa nikha jaiz hai jis may larki k sath zaberdusti nikha kiya jai?
sallam.muta k bare main ahlesunat ka kia mokaf hai..shia hazrat kehte hain k muta ki hurmat quran main nahe ai hai aur huzor pak ne b mana nahe kia balke umar farooq k doaur main mana kia gaya...ap iske bare main kia kehte hain????