KYA FERMATE HAIN ULMAI DEEN IS MASALE K BARE MAIN K;
MARD KYA APNI ZAUJA KI MAYYAT KO GHUSL DE SAKTA HAI..?AGAR NAHI TAB GHUNIYATUT TALIBEEN ME HUZUR GHAUSE AZAM RAZIALLAHU TALA ANHU NE RIWAYAT LIKHI KI HAI K HAZRAT ALI RAZIALLAHUTALA ANHU NE SAYYEDA E KAINAAT RAZIALLAHU TALA ANHA KO GHUSL DIYA THA ,TO KYA YE RIWAYAT KAFI NAHI HAI..?? AGAR KOI MARD IS RIWAYAT K PESH E NAZAR APNI ZAUJA KO GHUSL DETA HAI TAB KAISA AHI??MUFASSIL JAWAB MATLOOB HAI.??
2) humare yahan kisi shakhs k inteqaal k baad dosre din ghar k paas wali masjid me namaaz k baad ziyarat k fateha k taur par esaale
sawab hota hai
---- ek surat hazireen k liye khujoor ya phir koi aur cheez ba niyyate esaale sawaab taqseem ki jati hai. khujoor ya aur koi cheez
fateha k liye marhoom ki taqseem karna hazeereen k liye kaisa hai?
---- aur dasween aur chalisween k din ghar par mutalliqeen k liye dawat hoti hai. aisi dawat dena kaisa hai aur aisi dawat me
shareek hona kaisa hai?
Assalamu Alaykum,
Kya farmate hain muftiyane sharai aur ulama e izam is mas\'ale mein koi sakhs agar nawaqifiyat (anjane) mein kisi badmazhab ke janaze ko kandha de de aur uski namaze janaza bhi padhle. To kya aisa sakhs kafir ho jayega ya nahin?
Baraye karam rahnumai farma dijiye.
Saail :- Muhammed Imran.