Salam. hazrat sawal yeh hai ke koi bhi bad mazhab, eesaye ya kafir hamaray paas printing press par aa kar apna kaam print karwata hai jis tarha eesayeion ke aksar kaam mein saleeb lagi hoti hai aur wahabio ke kaam mein bhi maamlaat hotay hain too kya unka yeh kaam karna chahiye ke nahi? jawab inayat farma dijiye. Jazak Allah Khair
ASSALAMUALIKUM MUFTI SAB.MERA EK DOST NE KAHA HAI KI PINE KA PAANI
KA BUSINESS NAHI KARNA CHAHIYE MATLAB WATER PLANT LAGA KAR JO GHAR
GHAR SUPPLY KARTE HAI IS TARAH KA PAANI KA BUSINESS ISLAM ME NA
JAYEZ KAH RAHA HAI.QURAN AUR HADEES KI ROSHNI ME BATAYIYE.
KYA FERMATE HAIN ULMAI DEEN IS MASALE K BARE MAIN K;
ZAID EK BUDHE SHAKHS KO DEKH BESAKHTA HASANE K LIYE IZRAIL KEHTA HAI ?AUR HASTA BHI HAI, KYA HUKM E SHARRAI HAI?
KYA FERMATE HAIN ULMAI DEEN IS MASALE K BARE MAIN K;
BAJE TASHE YAZEEDIYON KI SUNNAT HAI KEHNA KAISA HAI?
YANI SUNNAT KA LAFZ YAHAN ISTEMAL KARNE PAR KYA SHARRAI HUKM HAI?
aoa, mera swal ye hai k mai ek larki say behad pyar karta ho lekin us ka nika pehly hi ho cuka hai lekin ruhste nahe hue kia mai us k leye dua mang sakta ho
Assalam alaikum
hazrat yeh bataye ke aashura ke din rozi haraam hai?
Ek goshwale se maine kaha ke kal mai phir aaunga to usne kaha ke tumko nahi maalum ke kal aashura hai or ashura ke din rozi haram hai, maine kahan aisa kuch nai hai to usne kaha ke hadis se sabit hai bataao kya?
Rehnumaaifarma de.,