Assalaamu Alaikum,
Zaid prays tahjud namaaz, should he pray vitr namaaz with jamaat after traveeh or he can pray vitr after tahjud namaaz.
Thanks.
Assalaamu alaikum,
Allaah Haafiz
Assalam U Alaikum,
Question 1: Dawat e Walima Qubool Krny ka Shari Hukum Kya hai? ye Wajib hai, Sunnt hai, Mustahab?
Question 2: Walima k Elawa agar koi dawat ho jaisy khany ki dawat ya koi ghr ka get together function ho to os dawat k qubool krny ka shari hukum kya hai? Wajib hai, Sunnat hai ya Mustahab?
Aslam u alikum
Kia Zohar Asar OrIsha Ki Farz Namaz mein Akhri 2 Rakaat mein surah fatiha k baadsurat ki tilwat nahi ki jati???
2) Sjada Karnay ka sahi tareeqa Bata dain
3) Ghair Muaqada Sunnat ka Sahi tareeqa Baya farma dain..?
ASSALAM O ALAIKUM
KIA FARMATY HAIN ULAMAEY DEEN , ISS MAS\'ALA K BARY MEIN K
DEHAAT KI MASJID MEIN JO IMAM , IMAMAT KRWATA HY , WO ALFAAZ KO ADA KRNY MEIN MAKHARIJ KI ADAIGI K USOOL SE NA.AASHNA HY............
JUMA KI WAZ KRTA AUR IMAMAT KRWATA HY
AUR SUROON MEIN MAHARAT RAKHTY HAIN...............
AISY IMAM K PEECHY NAMAZ PARHNA KAISA??
Assalam o alaikum Wa rehmatullah wa barakatuh! Hazrat mera sawwal hai kay agar koi shakhs witr ki namaz mai doosri rakat kay baad baithnay kay bajaey uth kar khara ho jaye to ab wo kiya kare? Kiya wapis neechay baithay ya aakhir mai sajda e sahw karay. Jazak Allah!
Assalam WA alaikum, Ek Sawal he ki agar koi Shakhs Kisi farz namaz ki Jamat me Ese waqt me Shamil hua ke jab imam pahli rakat ki me he or kiraat kar rha he to muktadi ko Niyat bandhkar Sana pdhni chahiye ya khamosh rahna chahiye?