Asslamu Alekum:
Hazrat mera sawal hai ke main Thuwal ynear to makkah around 150 km door rehta hoon agar main makkah juma padhne jao to mujhe sab namazo me kasr karni nongi ya nahi.
jazakallahu khair
Being a sunni muslim right from the childhood,we have been instructed by our sunni ulemas, one has to keep mum during offering fard prayers behind imam,since imam kirat is enough for muqtadi is it ok? as this wahabis in Qatar objecting that, one has to recite atleast Surah Fateha,otherwise the namaz will not be valid.please clarify this issue giving Quran/Hadith reference.
Jazak allahu khairan
salaam,
Namaz mein pehli rakaat mein ek hi sajda kiya aur dusri rakaat mein yaad agaya to 2 rakaat wali namaz aur 3 aur 4 rakaat wali namaz, aur namaz k baad yaad aaya to kya hukm hoga. tafseel se farmaya.jazakumullahu qaira
slam. agar 4 rakat ki namaz me imam 3 pe beth gae hatta k slam pher dia r kalama tayyaba poora 2 ae 3 martaba parha gaya imam bhe shareek rahe phir kia kisi ke tawajjoh dialne pe wo khare ho kr baqi 1 rakaat parha sakte hen jb k qibla si seena na phira ho r sajda e saho bhe kr lia gaya ho ? kia kalme ka wird namaz ka ajnabi ni he?
asslamolekum warahmtullah wabrakataho
mohtaram mai saudi arab ke riyadh city me ho . yahan par samjh nahi ki nmaz kaha padho . sari namaza ghar par padh sakte hai lekin zume ki namaz kaha padho .
pls hamra rahnumai karen .
muhtaje dua
saeed ullah chishty
Assalamu alaikum
namaz ke takbeer tahrima ke waqt allahu aqbar pura kehne ke bad hath bandhne hai ya hath bandh lene ke bad allahu aqbar pura khatm karna hai ?
zazak allahu khaira
assalam o alaikum wa rehmat ULLAH wabarkaatu Hu
maloom ye kurna hai k jumay k khutbay k darmyaan main imam sahab jub beth tay hain us waqt kaha jata hai k Dua mangain maqbool hoti hai - Kia us waqt hath utha k Dua karna theek hai ? ya Dil hi Dil man maang lain ?
wassalaam