ASSALAMUAL;IKUM.MUFTI SAB HAMRE COMAPNY ME EK PARTY DIYE USME KUCH KHANE KE ITEMS RAKHE USME CAKE BI THA MYNE US CAKE KA EK TUKDA ANDAR LIYA BAAD BATAYA KI US CAKE ME RIM HAI MY JAAKAR KULLI KARKE PURA BAHAR KARDIYA.LEKIN MYNE TO USKI MEETHAS KO MEHSUS KARA.MY BAHUT PARESHAN HOON MY KYA KARNA CHAHIYE.KYA MY GUNAH GAAR HOGAYA MUJE TO PATA NAI THA MAGAR MERE DIL ME KUCH ALAG MEHSOOS HORA.
Mufti shab aik hadees meray student naye dekhai hai us main likha hai k jin logo k shalwar k punchaye un k takhano k nechaye hongay wo dozakh main jaye ga kia ya baath daroost hai us naye hawala b diya hai shahi bukhari jild 2 page 821 kindly rehnomai kar daye kia shai hai
2) kya riwayaton me chahar shumbah ko baal ya nakhoon katne ki mumanat aae hai. kuch buzrogon k waqiyat ka hawala dete huwe ye kaha jata hai k mana hai rehnumae farmadein?
Assalamu alaikum,
baraye karam video aur tasveer ke ahkam quran o hadees ki roshni me bataiye. Video banwana ya tasveer khinchwana jaiz hai ya nahi. Hamare shaher me jayyad ulma e ikram video ko haram keh rahe hai , baraye madina aap rehnumai farma dijiye aur bhi bata dijiye kya is mas\'ale me ulma ka ikhtelaf hai?
QA...: KYA FERMATE HAIN ULMAI DEEN WO MUFTIYAN E SHARA E MATEEN;;
LIC policy jaiz hai?? isme INDOMENT,MONEY BACK me interst hota hai?? aur ek policy aisi bhi hai jiski raqamshare market me lagai jati hai aur uska faida diya jata hai??
Assalamu alaikum.
Zaid ishq e mizaji me mubtala hai magar usne iski mashoqa se na kabhi baat ki balke kisi tarha ka bhi rabita nai rakha zaid ko ye tak nai maloom ke uski mashoqa bhi usse ishq karti hai ya nai, zaid jis se ishq karta hai unki shadi kisi aor se hokar taqriban 3 saal ho chuka hai aur unko 2 saal ki madani munni bhi hai aur wo zaid ke mulk me nai rahti , zaid bataur e ishq o yaad mashoqa ki beti ki tasveer pas rakhta hai aur kehta hai ki ye meri beti ki tarha hai aur kehta hai main abhi bhi usse ishq karta hoon ,ye to khuda ki marzi thi ke wo mujhe na mile.
Arz ye hai ke zaid ka ye fael jaiz hai ya najaiz. Mazeed zaid ko is ishq mizaji se nikalne ka nusqa bhi inayat farmaden. To madina madina.
Jazakallahu khaira.
zaid kehta h k jo company logo k paise lost krne me mashoor-e-zamana ho aisi company me paise invest krna jaiz nahi.or bakr kehta h k aisi koi company jo lost krne wale ki mushaabe ho lekin market me pehli baar aai ho to os me paisa invest krna jaiz h or umer ye kehta h k jo lost krne me mashoor ho agr koi os k mushaabe bhi koi company aati h to os me bhi paise invest krna jaiz nahi.zaid bakr or umar in teeno me duroost kon h kis ki baat shriat k mutabiq h wazahat k sath jawab irshad farmaye.
KYA FERMATE HAIN ULMAI DEEN WO MUFTIYAN E SHARA E MATEEN
ZAID YATEEM KHANE SE KISI BACCHE KO GOUD LENA CHAHTA HAI,LEKIN US BACCHE K WALIDEIN KA ILM NAHI HAI? KYA ZAID APNA NAAM(WALID K TAUR PAR) US BACCHE KO DE SAKTA HAI?
Assalam o Alikum,
Mujhy kisi bad mazhab ny kaha hai k 12 Rabiulawwal per jo juloos nikalta ha ussy trafic jam hota ha or logon ko takleef hoti ha,
isliye juloos nikalna ghalat ha,
Rehnumai Farmaien
Regards:
Arsalan Mehboob
Assalam o Alikum,
Kia her koi Rad e Wahabiya kar sakta hai ya nahi?
Rad e wahabiya karny ki permission kis ko hai?
Rehnumai farmaien,
Regards:
Arsalan MEhboob