Mujhe aik hadees mili hai jo yeh hai
Abu Daawood sharif reported in his Sunan that the Prophet alehis salam, was asked about praying in camels’ resting places and he said: “Do not pray in camels’ resting places, for they are of the devils.” In another narration by Imaam Ahmad aleh rahma (in his Musnad) and also by Ibn Maajah the Prophet alehis salam, said: “Do not pray in camels’ resting places, for they were created from devils.”
Nabi kareem (alehis salam) ne farmaya k camels aunt shaitan se bane hain un ki jagan per namaz na parha kro kyunki camels shaitan hain
Is hadees ki bilkul samajh nai aa rahi thori wazahat kr den is ka kya matlab hai k اونٹ shaitan se bane hain or woh shaitan hain un ki jagan per namaz parhna haraam hai
Sunan abu dawud
Sunan ibn maajah
Main mojood hain dono hadees
Asallmau Alikum
Mufti Sahab Kya Makka Aur Madina Sharif me gair muqqalid imam ke piche namaz jayaz h aur phir Jamaat ki namaz kaise ada ki jaye jazka allah fid duniya wal akhira
Assalamu alaikum warahmatullahi wa barakatuhu.Hazrat main namaze isha se pahle aur bad mein (Nafil padhne ke bad) 2 - 2 rikat namaze shukrana padhne ka mamul bana liya hun. kya aisa karna durust hai? Meharbani kar rahnumai farmayein. Allah Hafiz.
Assalamu alaikum warahmatullahi wa barakatuhu. Hazrat main jahan job karta hun wahan aas paas mein \"ahle sunnah wa jamat\" ki masjid nahin hai balki ahle hadis ya wahabi jamat ki masjiden hain lekin jumen me taqrir ke dauran kabhi bhi maine unke zuban se kufriya kalemat nahin suna hai to kya main jume ki namaz unke pichhe ada kar sakta hun jabke apni jamat ki masjid 5 - 6 kilometer dur hai ki mujhe utni muhlat duty period mein nahi mil sakti. Rahnumai farmayin. Allah Hafiz.
Assalamu alaikum warahmatullahi wa barakatuhu. Hazrat main hotel mein job karta hun jahan halanl non-veg nahin ata hai. non veg aur veg same kitchen mein hi pakta hai jisme ek hi oil, masale aur bartan use hote hain to kya main wahan ka veg. khana kha sakta hun ya mujhe us kitchen ke tamam khane se parhez karna chhahiye, jabke mujhe apne Room (jahan mujhe rahne diya gaya hai) par khana banana allowed nahi hai aur salary bhi utni nahin hai ki main bahar khana kha sakun. Rehnumain Farmayein. Allah Hafiz.
علماء أمتي كأنبياء بني إسرائيل(Ulama e Ummati ka ambiyaai bani israeel)
Hazrath, upar bataai hui ibarat ki sehat aur hawala, barae karam inayat farmaden.
Aur agar koi shakhs ye kahe ke \"Huzoor ki ummat me chand log aise bhi hain ya honge jinka ilm ambiya e sabiqeen ke ilm se zyada hoga\". to kaya hukm hoga?
Jaza Kallahu Khairan
Assalamu Alaikum Hazrat ! Sawaal Hai Namaz E Fajar K Liyeh Uthney Mey Taqeer Huwi Ab Waqt Itna Tha K Sirf Farz Namaz Padh Sakta Hu To Kya Tuloo E Aftab K Baad Sunnat Ki Qaza Oadh Saktey Hai Aur Kya Zikr Woh Azkaar Karsaktey Hai Farz K Fouran Baad Jub K Waqt Tuloo E Aftab Huwa Hai Jazak Allahoo Khaire
السلام علیکم ورحمة الله وبركاته....
سوال: کیا فرماتے ہیں علمائے دین و مفتیان شرع متین اس مسئلہ کے بارے میں کہ ایک شخص دف کے ساتھ نعت پڑھتا ہے اور استدلال اس واقعہ سے کرتا ہے کہ نبی پاک ص مدینہ میں داخل ہوئے تو بچیوں نے دف بجا کر استقبال کیا ....اس واقعہ کی شرعی حیثیت بتائیں اور کیا اس دف یعنی جو آج کل پروفیشنل نعت خوان ڈھول کی طرح ساز بنا کر اس واقعہ سے استدلال کرتے ہیں
کیا یہ استدلال درست ہے؟؟؟
نیز دف کے ساتھ نعت کی جو شرعی حیثیت ہے وہ ارشاد فرمائیں.......
میں نے ایک فتوی پڑھا ہے جس میں لکھا تھا کہ دف کے ساتھ نعت پڑھنا کفر کے قریب ہے یمیwل کے.
برائے مہربانی اس مسئلہ پر عاجز کی وضاحت سے رہنمائی فرمائیں.......جزاک اللہ
--
Assalamwalykum WA Rehman Ullah WA Brakatuhu
Mufti Sahab,
I have a question, is going to Tableegh Jamat is fine/good?
Tableegh says,they are on the steps of All Sahaba R.A who left their homes to spread Islam.
They give taleem/Hadees from FAZAILI E AAIL, Is this agreed by all Ullema.
Can I have the whatsapp/phone number of Ullema to get the mashwara and Fatwa
Asslamualeykum varahmatullah
Farz namazo ki jamat me saf ko kis tarah sidhi Karna chahiye
Matlab k aage se panje brabar ho ya piche se ediya brabar ho
Hamare Imam Sahab kehte hai k ediya sabki brabar ho kyo k
Panje chote bade hote hai isliye us se saf sidhi nahi ho sakti
Baraye karam meri islah farmaye. Salam